Kuch yad v hai purani baatein... Kuch naya v ab likhna hai... Yaadon me safar ka afsos na ho.... Islye sayahi purani pr aagaaz naya likhna hai... Kuch yad v hai... Ruthna manana... Kuch nai kahaniya bnani hai.... Kahani me kuch aisa ho jisse dil me humesa umang jagani hai... Kuch yaad v hai... Kuch bhule v... Ab fir se naye yaadon ko pirone k safar pr niklna hai.... Purane lamho se kuch churakr unme kuch naya sa bharna hai... #यादभीहै #collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi