❤️ ❤️ Mai ban kar khushboo guzru tumhri galiyo se to chalega kya ?? mai ban kar khwaab bus jau tumhari aankho me to chalega kya ?? mai ban kar rang ghul jau tum me to chalega kya ?? ki mai ban kar hausla milu tumhe tumhari ghabrahto me to chalega kya ?? mai ban kar muntazir karu imtezar , dikho jo tum mujhe laga lu galey to chalega kya ?? ©Aaquib Mahfooz #Light #Khawab #mohabbat #Khwaish #ishq #rahatindori #Ghalib #Muslim #ibabdat