ab na chaah nhi hai tere isq ki ham khus hai apne isq me mana thode gam or thode aasu hai fir lakho ki hasi bhi hai mana nhi hai ab puchhne ne wala ki khaa liya par ab khud hi itni fikar rehti hai thora dukhi to rehta hu pr khus hu tere bina ab kam se kam andhere me to nhi hu Bhuli bisri yade