Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main jaanta Hun ki har bar ki tarah is bar bhi tum

Main jaanta Hun ki har bar ki tarah is bar bhi tumhara jawab khamoshi mein rahega aur main uska mausi ko jawab samajh ke chupchap tumhara intezar karta rahunga.
Lekin main yah soch Raha Hun yah khamoshi kab tak bharKara rahegi. Shayad Tum ab dur hona chahti main kuchh nahin kar sakta Shayad vah tumhari Marji hogi meri nahin ek baat batao main jab tumhen vah kam karne ke liye bola iske liye Tum kabhi taiyar nahin thi Mera gussa tha kyunki main kabhi life mein aisi Koi chij experience hi nahin ki thi tumhara chale jana mere se dur Bina kisi vajah bataen aur Meri jindagi mein itne sare problem hai uski baat tu meri personal life mein main kabhi tumse expect nahin kiya kuchh aisi chij Mera gussa tha Jo Kiya Sabse badi galti ban gai hai aur tu sabse bada pahad Ban chuka hai Ham donon ke bich mein nahin todna chahti. Main jaanta unke har bar ki tarah Tum Khamosh raho gi mujhe samajh nahin a Raha karna kya apna aane Wala cal dekhun yah piche mudke dekhta rahun yah main kahin baith jau. Aisa mat samajhna ki main tumhen blame kar raha hun nahin nahin kar.
Shayad har bar ki tarah Tum Sahi decision le pao.  Kya karna hai 2