Pyaar bhi ajeeb zaher hai,
Thoda thoda karke marta hai,
Kisiko ko yaadoan se ,
Toh kisiko sharabi banake marta hai
Lamhaon main kaid zindagi,
Un pyaare lamhaon se marta hai.
Pyaar bhi ajeeb zaher hai
Thoda thoda karke marta hai..
by-Yasin
#DearZindagi #shayri #YDiaries
#Love