Nojoto: Largest Storytelling Platform

din aj khas mere liye phli martaba dekha tha jo tu

din aj khas mere liye phli martaba dekha tha jo tumhe tum bhi apne sahar  se dur mere sahar ki bhid me ek mujhe se milne aaye the dillometer ki duriyo ko kilometer se kam krne aaye the ase to main ajnabiyo se thodi duri si rkhti thi  per tumse milke na jane kyu khyal mera badal sa gya ek ajnabi jab apna sa hogya ghadi ki suiya bhi tez chlne lgti hote jab tum sang mere ek beparvah, ziddi,adiyal si ladki na janne kyu ab her bat ka matlb dhundhne lgi jo pyar vyar ki philosophy ka gyan dene walo ko pagal khne wali  na janne kyu ab vo pyar ki bate krne lgi mana ab duriya kuch bad si gyi h per nazdikiyo ke kisse bhi kam nhi h phle hoti subh tumhare message se ab hoti h subh tumhare sapne se meri rat hoti thi tumhare videocall se or ab rat hoti h tumhare khyalo me waqt tumare sath jesa hota tha ab ghadi bhi vesa waqt ab laati nhi badla to kuch nhi tumhare sang ye bat alg h ab tum sath nhi khte mere yaar mujhe usse ab na pyar usse tuchje se me muskura ke kah deta hu unse ki meri khanaiyo me abhi bhi jhalkta h pyar uska meri jaan is choti si kahani ka bhut khas sa kissa ho tum #adhurikahani#storyofmylove#jazbatdillke Dr.Imran Hassan Barbhuiya aman6.1 Swati Soni Chandan - The entertainer Jha Rupam rajbhar