Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mujhe dar lgta h tumse tumhari us anokhi ada see..

Mujhe dar lgta h tumse tumhari us anokhi ada see...
 jb bhi tumhe dekhta hun
 Dar lgta h .....
jb bhi tum Samne see nikalti ho to nigahen nichi kr leta  hun dar lgta h.....
 ki kahin tumhe dekh na lun .
na dekh lun tumhari us masoomiyat ko..
 Dar lgta h ki na ban jaun deewana tera..
Dar lgta h tumse tuhari us ajeeb ada se..

 Kabhi kabhar un ankhiyon ko chupke se uthane ki koshish krta hun dar lgta h...
 ki kahin tumhe dekh na lun un..... nigahon ko jb upar uthata hun to dar lgta h ki kahin na mil jayen ye gustakh naina un khoobsurat nagino Se .....
Jinhen me tarashna chahta apne  lfzon see ....
 dar lgta h en naginon see  kuch Yun es tarah  ki enhen dekhne see hamari ankhen hmse hi bebfai na kr jayen dar lgta h un naino see ....
Dar lgta h Tere pass me ane se 
Ki kahin bebas na ho jaun Tere pass ane ko.  Dar lgta h ...

Jb Teri ek jhalak dekhne ko kuch es tarah apni nigahen uthata hun to pata hun ki jinhe hum undekha KR rahe the 
Vahi hme ek Tak dekh rahe h 
Dar lgta h Tere un naino see ....
Aji hum to abhi naye aye h
Es isq ke Bazar me aur un naino ki galiyon me 
Dar lgta h ki kahin thag na liye jayen hum un ankhiyon ke naginon see
Dar lgta h ...
Tere un naginon see ....