Nojoto: Largest Storytelling Platform

Love Ek lafz mohabbat ka apna ye fasana hai, simta

Love Ek lafz mohabbat ka apna ye fasana hai,
simtay to dil e aashiq phailay to zamana hai,,
hum ishq ke maron ka itna hi fasana hai ,
rone ko nahi koi hasne ko zamana hai,,
kya ishq ne samjha kya husn ne jana hai,
hum khaak nasheen ki thokar me zamana hai,,
wo ishq nahi aasan bas itna samjh lijye,
ek aag ka darya hai or doob ke jana hai.. Ganesh Murthy Lakshmi Srivastav Pritam Kumar Poonam Devi Soumya Jain  Ganesh Murthy #najoto#sadshayari#urdushayari

adnanali1510

Adnan Ali

New Creator