Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sukh aur dukh ka sagar hai jiwan tumhara. Peyar au

Sukh aur dukh ka sagar hai jiwan tumhara.
Peyar aur muhabat jiwan ka naeeya hai tumhara.
Tu esi nayeeya se par kar,yehi hai jiwan ka sahara.
Uch-nich aur bhed-bhaw ka jikar n kar.
Jag me sabako aapnale yara
.
Tera jiwan sukhmay hoga,jag me hoga tera jaikara.

©ANSARI ANSARI
  Jaikara
ansariansari1349

ANSARI ANSARI

Bronze Star
New Creator
streak icon93

Jaikara #विचार

608 Views