Nojoto: Largest Storytelling Platform

Na jaane kyu log mohobat me sb kuch bhul jaaya krt

Na jaane kyu log mohobat me sb kuch bhul jaaya krte h
Pr kya jinse mohobat hui wo sach me saath nibhaya krte h.
Kuch log to aise hote h jo dil ko tod dete h
Jinko maante h hum sab kuch na jaane kyu wo jindagi ki raho me hume tanha akela chhod dete h
Hui thi hume bhi unse mohobat aur mohobat bhi aesi ki pucho mt yaaro hum to sb kuch bhul gye they
Nhi smajhe are yahi samajh lo ki bs ki kisi k pyar me phaansi jhul gye they.
Na din ka pta tha na raato ka, bs khyal rahta tha meri aur uski baato ka.
Ab to bs dil me than liya tha ki jina h to bs uske liye kuch krna hai to bs uske liye aur marna bhi hai to bs uske liye.
pawankumar5782

Pawan Kumar

New Creator

Na jaane kyu log mohobat me sb kuch bhul jaaya krte h Pr kya jinse mohobat hui wo sach me saath nibhaya krte h. Kuch log to aise hote h jo dil ko tod dete h Jinko maante h hum sab kuch na jaane kyu wo jindagi ki raho me hume tanha akela chhod dete h Hui thi hume bhi unse mohobat aur mohobat bhi aesi ki pucho mt yaaro hum to sb kuch bhul gye they Nhi smajhe are yahi samajh lo ki bs ki kisi k pyar me phaansi jhul gye they. Na din ka pta tha na raato ka, bs khyal rahta tha meri aur uski baato ka. Ab to bs dil me than liya tha ki jina h to bs uske liye kuch krna hai to bs uske liye aur marna bhi hai to bs uske liye.

Views