Nojoto: Largest Storytelling Platform

Haqiqat se dur, khawabo mai jiya karte hai Apne sa

Haqiqat se dur, khawabo mai jiya karte hai
Apne sapno ko hum har din seecha karte hai

Zindagi ki is dor mai, kuch sapne hum sanjote hai
Bachpan se dekhe khawabo ko ek mala mai pirote hai
Khawabo ki is mala ko, Hum kanth mai pehne phirte hai

(With increasing age and responsibilities)

Zimmedari k bojh tale, sab sapne kuchle jate hai
Khawabo ki us mala k, moti bhi girte jate hai
Phir bhi dil k kone mai, ek aas lagaye rehte hai
Haqiqat se dur, khawabo mai jiya karte hai.

©kushmeet kaur khanuja #Khawab