Nojoto: Largest Storytelling Platform

gum to itna bada diya tha zindagi ne ki muskurahat

gum to itna bada diya tha zindagi ne ki muskurahat bhi zyada der nahi rahti thi..
dusro ki muskan ke khatir muskuraya karta tha
us ek shakhs ke zindagi me aa jane se me wapas khil utha
na jane kya wo mujh par asar kar raha he
itna gahra zakhm itni jaldi bhar raha h #shayariwithmishti❤for more shayaries follow me❤