Nojoto: Largest Storytelling Platform

mazhab dharam dekh kar insaf hota hai, mere desh

 mazhab dharam dekh kar insaf hota hai, 

mere desh ka ye kanoon dekh kar tajjub hota hai..

bhagwan bhi sharminda hoga aaj aise insan dekh kar,

apni ankho ke samne hota balatkar dekh kar..
 mazhab dharam dekh kar insaf hota hai, 

mere desh ka ye kanoon dekh kar tajjub hota hai..

bhagwan bhi sharminda hoga aaj aise insan dekh kar,

apni ankho ke samne hota balatkar dekh kar..
mdsalman4952

MD Salman

New Creator