Nojoto: Largest Storytelling Platform

aaj kal mazaa nahi aa raha hai yaar kuch likhne

aaj kal 
mazaa nahi aa raha hai
yaar
 kuch likhne ko
koi kharidar ho to bulao
main bhi
tayyar ho gaya hoon
 bikne ko
khud ko bechna itna asaan
nahi hota
barson lage hai mujhe ye
hunar sikhne ko

©Dharam Paaji harfan( fftfbs) maza nahi aa raha kuch likhne ko

#AWritersStory
aaj kal 
mazaa nahi aa raha hai
yaar
 kuch likhne ko
koi kharidar ho to bulao
main bhi
tayyar ho gaya hoon
 bikne ko
khud ko bechna itna asaan
nahi hota
barson lage hai mujhe ye
hunar sikhne ko

©Dharam Paaji harfan( fftfbs) maza nahi aa raha kuch likhne ko

#AWritersStory