Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ibteda-e-Hijr Hai Rota Hai Kya Uthh Kuch Shair Lik

Ibteda-e-Hijr Hai Rota Hai Kya
Uthh Kuch Shair Likh Sota Hai Kya

Gulab Ho Aur Kaante Na Mile'n
Aisa Bhi Jahaan Mein Hota Hai Kya

Tumhe De Diya Hai Hamesha Ki Liya
Dil Yeh Kisi Aur Ka Hota Hai Kya

Tumne Accha Hi Kiya Mujhe Thukrake
Shayar Kisi Kaam Ka Hota Hai Kya

Gulistan Mein Honge Hazaro Phool
Ek Baar Dekh Le Ke Tu Bota Hai Kya Ibteda-e-Hijr Yeh Ghazal "Meer Taqi Meer Ji" ki ghazal
"Ibteda-e-hijr hai rota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya" ki zameen per main kuch likhne ki koshish ki hai.
#ghazal #shayari #hindi #urdu #love #longing