Nojoto: Largest Storytelling Platform

Rehte hain jo dil mein mere Gairo ke hote jaa rahe

Rehte hain jo dil mein mere
Gairo ke hote jaa rahe hain, 
Mere khawabo ka gulshan mita kar 
Chaman apna sajaa rahe hain....
Wo aise bhi mujhe uljata hai,
Na banata hai na mitata hai...
Hai sitam wafaa ki kabar par
Aashiya apna basa rahe hai...
Peeth pe mere khanjar chala kar
Khoon-e-dil se mehndi racha kar....
Haaye uski masoomiyat to dekho..
Meri maiyyat sajaa rahe hain...  
Bhara rahe khushiyo se daman tera
Aaye na zuban pr kabhi zikr mera....
Apni jaan se tera sadka kar ke 
Ham Teri duniya se jaa rhe hain... rehte hain jo #dil mein mere
 gairo ke hote jaa rahe hain 
Mere khawabo ka gulshan mita kar 
Chaman apna sajaa rahe hain....
Wo aise bhi mujhe uljata hai
Na banata hai na mitata hai
Hai sitam wafaa ki kabar par
Aashiya apna basa rahe hai...
Rehte hain jo dil mein mere
Gairo ke hote jaa rahe hain, 
Mere khawabo ka gulshan mita kar 
Chaman apna sajaa rahe hain....
Wo aise bhi mujhe uljata hai,
Na banata hai na mitata hai...
Hai sitam wafaa ki kabar par
Aashiya apna basa rahe hai...
Peeth pe mere khanjar chala kar
Khoon-e-dil se mehndi racha kar....
Haaye uski masoomiyat to dekho..
Meri maiyyat sajaa rahe hain...  
Bhara rahe khushiyo se daman tera
Aaye na zuban pr kabhi zikr mera....
Apni jaan se tera sadka kar ke 
Ham Teri duniya se jaa rhe hain... rehte hain jo #dil mein mere
 gairo ke hote jaa rahe hain 
Mere khawabo ka gulshan mita kar 
Chaman apna sajaa rahe hain....
Wo aise bhi mujhe uljata hai
Na banata hai na mitata hai
Hai sitam wafaa ki kabar par
Aashiya apna basa rahe hai...
arzooo2128273803760

Arzooo

Silver Star
Growing Creator