Rehte hain jo dil mein mere Gairo ke hote jaa rahe hain, Mere khawabo ka gulshan mita kar Chaman apna sajaa rahe hain.... Wo aise bhi mujhe uljata hai, Na banata hai na mitata hai... Hai sitam wafaa ki kabar par Aashiya apna basa rahe hai... Peeth pe mere khanjar chala kar Khoon-e-dil se mehndi racha kar.... Haaye uski masoomiyat to dekho.. Meri maiyyat sajaa rahe hain... Bhara rahe khushiyo se daman tera Aaye na zuban pr kabhi zikr mera.... Apni jaan se tera sadka kar ke Ham Teri duniya se jaa rhe hain... rehte hain jo #dil mein mere gairo ke hote jaa rahe hain Mere khawabo ka gulshan mita kar Chaman apna sajaa rahe hain.... Wo aise bhi mujhe uljata hai Na banata hai na mitata hai Hai sitam wafaa ki kabar par Aashiya apna basa rahe hai...