Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mere bus mein nahi, warna kudrat ka likha hua sab

Mere bus mein nahi, warna kudrat ka likha hua sab badal deta
ki mere bus mein nahi, warna kudrat ka likha hua sab badal deta 
Aane wale aur pichle tere saare gum, apni hi kismat mein samet leta
Meri subha, shaam, raat, din toh hai hi tera
Agar hota bus mein mere
toh khwaabo mein aane ka haq bhi mein bus tumhe hi deta 
-Sb #Heart #love #shayari #lines #SB