bo manjil abb saaf najar aati h jaanat bhi yhin h abb baat samajh aati h aaj ehsaas ho gya us khushi ka mjhe jisme apni jaan kisi or m najar aati h #dil ki zubaan