Nojoto: Largest Storytelling Platform

pari ki terh app aai hamari zindagi me iss kadar

pari ki terh app  aai hamari zindagi me iss kadar 
bikhre huye ko samethi hui chali bekhabar
data hame  hamesha sabak ke liye 
sahi kia hai or galat ke fark ke liye. 
mara kabhi nahi ,samjhaya hame hamesha 
abhiman ka paath padane ke liye 
hamari khushiyo ke liye daante suni unhone  bhi hamesha 
nasamjh the ham tab  jab ham unki daato me chupa pyar  samajh na sake 
ab samajh aaya unka har ek sabak 
har din wo hame zindagi ka sabak sikhati thi 
waqt ki ehmiyat kia hai wo batati thi 
aj bhi wo ehmiyat ka darza kisi or nahi ho sakta 
jo apne kamaya hamari nazro me 
shukriya har din ke liye jab appne 
na chah ke bhi apni khushiyo ko chod ke 
hamari muskurahathe  dhoondhi hamesha 
☺️

, # rittu mam , Reyaz Ahmad Poonam Devi aman6.1 S_N_H_ writes Naina sharma