abki bar corona h sabun chhor senitizers ko apnana h handsake ko chhor johar ko apnana h kyu ki abki bar korona h adda baji chhor jua phone me chalana h palnawa ka chhor khaini khud ka ragdana h kyu ki abki bar korona h face chamkana chhor hath bhut bar dhona h breakup me bhi dosto ko chhor akele rona h kyu ki abki bar corona h kyu n dar lage hajar par mummy ko chhor rat me akele sona h kyu n band hi ho jay bazar par mask ke bina ghar se bahar nhi jana h kyu ki abki bar corona h milne ko bolne wali us jaanu ko bhi samjhan h abhi unko video call se hi kam chalana h kyu ki abki bar corona h bekhabar bane sabko jagana h corona wali bate un tak failana h kyu ki abki bar corona h isko bhut satana h isko yha se bhagana h ©Akshay Kumar abki bar corona h isko yha se bhagana h