Nojoto: Largest Storytelling Platform

kabhi bachpan ko yad karta, kabhi jawani ki bat ka

kabhi bachpan ko yad karta,
kabhi jawani ki bat karta,
kabhi jimmedariyo ki kahaniya sunata,
kabhi gujre pal ke bare me sochta,
Ye dil tu kabhi hasta kyu nahi,
Ye dil tu sambhalata kyu nahi! Ye dil tu sambhalta kyu nahi...
kabhi bachpan ko yad karta,
kabhi jawani ki bat karta,
kabhi jimmedariyo ki kahaniya sunata,
kabhi gujre pal ke bare me sochta,
Ye dil tu kabhi hasta kyu nahi,
Ye dil tu sambhalata kyu nahi! Ye dil tu sambhalta kyu nahi...
poetonkar6788

PoetOnkar

New Creator