kyaa baat he? Bachpan kaa pyaarrr... Ek samay woh bhi thaa jab hawaaein toh chalti thi par dupttaa naa sarktaa thaa, tuu pass hotaa thaa pr yuu Dil naa dhadktaa thaa, ab mizaaz-e- Mohabbat Badlaa he umar ke sath kuchh aise teri saanson ki aawaaz se hi Dil dhadakk jaataa he tuu hotaa he pass toh Dupptaa bhi sarakkk jaataa he.... Sapna Saini ($❤️$)