Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin Dil ko abhi aaram na aaya Jiske liye hoon ab tak jinda Uska koi paigaam na aaya Jisko pee kar apne tute Dil ko kuchh to chain mile Apne hath mein ab tak yaaro Koi bhi aisa jaam na aaya koi aaram na aaya