Nojoto: Largest Storytelling Platform

kalam uthakar. kalam uthkar jo likhoon line. to di

kalam uthakar.
kalam uthkar jo likhoon line.
to dil kahe yah sahi nahi h.
mann to karta h likhne ko kavita.
par kiya karun aaj mann nahi h.

uthti h kalam fir gir jati h.
kalam bhi mujhse aaj jhut bol jati h.
jhuti baaten karti mujhme sihai nhi h.
par kiya karun aaj mann nahi h.

kabhi vishye mil jata .
to kabhi linen kho jati.
mene yeh baat aaj mehsus ki kahin h.
par kiya karun aaj mann nahi h.
Anamsheikh_ #Mann #Dil__ki__Aawaz 
#online
kalam uthakar.
kalam uthkar jo likhoon line.
to dil kahe yah sahi nahi h.
mann to karta h likhne ko kavita.
par kiya karun aaj mann nahi h.

uthti h kalam fir gir jati h.
kalam bhi mujhse aaj jhut bol jati h.
jhuti baaten karti mujhme sihai nhi h.
par kiya karun aaj mann nahi h.

kabhi vishye mil jata .
to kabhi linen kho jati.
mene yeh baat aaj mehsus ki kahin h.
par kiya karun aaj mann nahi h.
Anamsheikh_ #Mann #Dil__ki__Aawaz 
#online