Aaj pata nahi kyu tumse milne ka bada mann hai
Tumhara haath mere haathon mein
Meri palkein tumhein taakti hui
Aur kuch baatein....hamari baatein
Haan aaj tumse milne ka bada mann hai
Tumhare saath woh tapri wali ek cup chai peene ka
Aur uss kabhi na khatam hone wali sadak par chalne ka #Quote#Mann#kalpanaagarwal