Nojoto: Largest Storytelling Platform

Swadarshan chakra Iss shrishti mein s

Swadarshan
             chakra
Iss shrishti mein sarv shatron mein 
swadarshan chakra ke bare mein bataya hai ki shri krishna iss dhara par avtarit hue
to huno ne bahut roop se vishtar se bataya ki sarv shaktiyon ke data ve shri krishna hai parantu yah koi satya nai hai balki ardha jankari di hai balki deni chahie
sampurn riti.iss sampurn satya katha ko 
iss dhara par laya hai shiv nirakar jyoti 
bindu parmpita parmatma ne parantu iss
purna katha mein ek satya baap ke bajae
putra arthath shri krishna ke naam ko darj
kar diya hai parantu iss mein hum aap ko
kya satya, kya asatya yah spasht roop se 
roop se bataya hai ki kya ek putra iss purn
shrishti ka sanchalan kaise kar shakta ha? agar aise hota to sarv bethon ne apne pitaon ko jagah li hoti parantu aise nai 
nai vashtav mein dekha jaye to yaha iss swadarshan chakra ko koi aur ne nai
ek mahan shakti ne apne iss shreshth maharati jine hum sabhi manushya 
aatmaye prem se baba bulate hai vo
hai brahma aur une shatron mein 
brahmand ke rachayita kah kar bulate
hai una ke jo malika hai vo hai shiv arthath hai kalyan kari vo iss jagat ka
udhar karne avatarit hue hai prajapita
brahma dwara jo aadhi, sanatan devi, devta dharm ki shapna karne iss prutvi par avarit hue hai jisse sabhi manushya 
jati ka kalyan ho shakhe.
ab hum aapko iss swadarshan chakra 
ke bare mein kuch tatya batane padhare hai jo vashtavik roop mein iss shrishti ke
bare mein batayenge.
1.Satyug:
Yah jo yug hai vo koi aam yug
nai hai balki yah ek devi-devta dharm ka bahut bada yug hai jisse sarv dharmo ne mana hai aur is ko sabse bada sthan diya 
hai.to iss swarnim bharat jidhar sirf aur sirf devi-devtaye nivas karti hai. vaha koi
dukh,dard,gum aisi basha hi nai hai udhar sirf aapko sukh aur shanti dekh ne ko milegi.ek aisa desh jisa mein aapko charo
taraf hariyali hi hariyali dikhayi degi sabhi aur sarv rajya ke devi-devta arthath shri krishna shri radhe(shri laxmi shri narayan
vicharan karte dikhayi denge.
1.vatavarn-
Aise swarg mein charo aur 
shudha awaaye hongi sath-sath vaha hariyali hi hariyali hogi sarv taraf phoolon
se saja hua sath mein peda-poude honge 
jo itane ghane honge jo unan par bahut prakar ke phar prapt honge.

2.mahal-madiya-
Usa sone ki duniya mein
jaha charo aur sugandit pushp harenge jo vaha ke pedon par bhi aisi mahag wale fhal denge jo itne rash wale honge jo ek baar kha kar petha baar jayega. sabhi taraf bahut sare gane vruksh hone jo vo bhi bahut suganda falayenge aisi nagari 
mein ja par sarv aur suganda hi sauganda 
hoga vo hi aisa rajya devi-davtaon ke liye
hai jaha par bapur matra mein sukh adha hoga koi bhi kami nai hogi.vaha par sone ke maha-madiyae hongi jo purn sudha sone ke rahenge aise desh mein arthath sukh,shanti ke desh mein dhan bhi bahut 
matra mein sabhi devi-devtaon ke pasa rahega aur 21 pidi tak sone ke desh nivash karenge jaha par athah sukh,shanti
aur athah samruddhi rahegi.

3.Poshak-
Dekha jaye to vaha usa swarnim yug mein devi-devtaye sampurn satrangi 
poshak se ban-than kar nikalenge apne 
swayam ke pushpak viman se pure sira se lekar pav tak swarn-aabushan se sampurn honge aur aise aabushan jo kisi
ne dekhe bhi nai honge. sabhi taraf hire,
jawaraton se lekar hiron tak purn honge vaha ke poshak aise divya aur bhinna honge jo kisi ne kabhi nai dekhe honge.
una har ek poshakong par hire,motiyon
ki nakshi rahegi jo koi bhi kalp mein vaishi
nakshi dekhi nai hogi.sampurn sabhaon,
dharbaron mein aane par una vashtaron se unki sobha aur adhik roop se badegi.

4.Aabhusan-
Hume usa sone ki nagar(satyug) jise kahte hai vo aisa rahega jo pure abhushanon se bhara hoga charo taraf har jagah par sone,hiron ke mahal honge 
koi bhi stan aisa nai hoga jo sone,chandi,
hiron se sampuran nai ho. vaha ki rachana
hi aisi hogi jo sampuran stan par prakash hi prakash hoga mahal ke bitar to andar bhi prakash rahega.udhar ek.ek aabhusan
vaha bahut shudha honge sarvtra va sone,
hire hi honge aur vaha patar,kankar bhi hire moti hi dikhai padenge.
5.Mahal-madiya:-
Satyug mein jisa stan par devi-devta nivas karenge vaha par mahal itne bade honge jis mein pura daivi
parivar hoga. koi ne bhi itna bada dekha nai hoga ki itna ek-ek mahal bahut bada 
hoga aise mahal kabhi bhi dekhe na ho.
madiya arthath usa stan par gumane liye
devi-devtaye jayengi vo alga stan hoga.
har ek devi-devta ka alga se 'nidra-kaksh'
hoga jo hire-motiyon ka hoga kushiya hi kushiya hogi ja par khel ne liye bhi bahut 
bada arthat teen-char makan itne honge.
jisa mein har khel ek-dam ucha koti ke rahenge.
6.Padaiya:-
itne sundar ucha koti ki nivas
stan rahenge ushi prakar se vaha par padai bhi hongi aur vo bhi sirf do prakar
ki 1.kala aur 2.chitrakala una ke bhi alag
se madiya hongi jo nrutya rahenge jo sarv 
se bhinna honge aur nrutya itne khas va
par rahenge ki par pahile se hi aarab hoga. jo har devi-devta mahir hoga aur
har kary mein tivarta hogi aur una mein 
josh arthath himmat kut-kut kar rahegi.
7.Nishani:-hume satyug mein shri laxmi, 
shri narayan charo taraf ddekhne mein aayenge aur vaha par ina maharaja,maha-
rani ka rajya hoga ek sata hi hongi. purn jag mein ek maharaja , ek maharani ki sata rahengi. una ka hi hukum chalega.
vaha usa swarnim yug mein koi aur maharaja, maharani nai rahenge. vaha ek
hi nishani hogi vo bhi shri maharaja narayan shri maharani laxmi arthath 
chaturbhuja ki.
8.Pashu-pakshi:-aise lok mein devi-devtaye nivas karenge jaha par pashu
panshi bhi itne sundar honge jo kabhi
bulane ki nobat nai aayegi kyuki vaha
par ko shora nai hoga kyun ki usa nagari 
mein gaya swayam hi ja kar kha ke aayegi
ekdam shanti hi shanti hogi. rahenge abhi 
ki tarah parantu bahut sundar pashu-panchi rahenge.vaha par gaya,pakari aur anya pashu-panshi sabhi ek nadi ke kinare chal piyenge koi aise rahenge ki
unake anga se badi khooshbhu aayegi.
9.Jan-sakhya:-Vaha satyugi sone ki shrishti hogi koi jyada manushya devi-
devtaon ki sankya bahut jyada nai hogi
kyunki vaha sabhi ahinshanmak parmo-
dharm ke navashi hoge. usa sone ki nagari mein sirf ek balak,ek balika hogi arthath shri krishna,shri radha aise bache,bachiya honge jo janma se aandit 
honge aur kabhi bhi rohenge sada hi mashkurate rahenge.vaha par arthath 
satyug mein 1 lakh devi-devta honge 
aur sabhi taraf shukh-shanti,prem aur anand se barpur honge.

©Shishir Rane
  #Bharat ka #swarnim #itihash