Nojoto: Largest Storytelling Platform

#DearZindagi Bachpan aur aaj Kitna maasoom tah b

#DearZindagi  Bachpan aur aaj 
Kitna maasoom tah bachpan hamara 
Ek ungli milana par milna aur bichadna tai hojata tah
Aj chahe jaan bi dedein phir bi ye hi niklega ehsaan kar gaya
Bachpan mein andheri se dar lagta tah
Aj vahi andhere hamein apna lagta hai
Jab chote teh toh apno ke kareeb teh 
Aj bade kya hogaye sab door hogaye 
Bachpan mein dost ke saat milkar khelne ka maza kuch alag hi tah
Aj saat kelna toh chodo saat baitna  bi pasand nhi karte ye
Pehle baatein karne ki liye waqt nhi milta tah
Aj waqt hai lekin baatein karne keh liye koi apna nahi hai
Ghar ki taali ho ya school ka tiffin mil bait baant keh khana acha lagta tah 
Aj ab khane pey bait bi jao toh bs burayi keh alava kuch muh se nhi nikalta
Bachpan suraj ko dekar uske tara chamakne ka man karta tah 
Aj usi suraj ham baadalo keh piche chupne keh liye shaam ka intezaar karte hai
Bachpan mein chand ki kahaniya sunte sunte sojaya karte teh
Aj usi chand ko apni kahaniya sunate sunate  raat Gujar teh hai
Voh bachpan bi kitna maasoom aur nadaan tah 
Dil sirf milna aur milana janta tah
Aur ab bs ghumsum si hai umr
Jaha dil bs tutna aur todna janta hai 
Wah Kya bachpan tah voh aur aj ko deko Bachpan aur aaj 