Nojoto: Largest Storytelling Platform

#Ab aadat dal lo sanam: :Ye ishq ye galib aur is i

#Ab aadat dal lo sanam:
:Ye ishq ye galib aur is ishq ki galiyo me kia hua kasme vado tut jane ki aadat dal lo sanam,

:Mana ki mohanbat khuda ki banai hui ek jannat hai, lekin is jannat me bhi us khuda ke dia hua dard-e-ishq ko lene ki aadat dal lo sanam,

:Apni har ek ruh pr uska naam ki ho gai hai, lekin jab dil tutne ki baat aati hai tab puri kayanat uske naam ki ho gai hai.! tb :
aadat dal lo uss mehfil ki jahan pr aashiq apne pyar ke dard ka jaam pi kar bss uske nase me apna sab kuch payab kr jata hai.....! Ab to aadat si ho gai hai..!

amitpatel8099

Amit Patel

New Creator

Ab to aadat si ho gai hai..!