tumne muje kya samaz rakhkha hai jo muje sabse juda rakhkha hai ayesi koi hayesiyat to nahi hai meri jo mere aage nazro ko juka rakhkha hai kya bya ho tumhari do chashma-ye-mye ka kambkhat muje sharabi bna rakhkha hai log ayetraz karte hai meri khamoshi par kyese kahu jo dil me chuppa rakhkha ha baya na karna dard-ye-dil zamane ke aage kahenge ki is diwane ki bato me kya rakhkha hai rahne do aye aql walo tumhare bas ka nahi ishq ka theka to ham diwano ne le rakhkha hai khayal hai ghalib#love