Siyasat Hame waqt ki baat be waqt samajh waqt per ai Samajhne ki baat thi aur hame der se samajh ai Jis mazhab mai khud kashi haram likhi ha janab Kamaal ha wo qaum tumko dehshatgard nazar ai Hum wafa kar rahe the unko kyu bewafai nazar ai Wah ri siyasat tujhe hamari wafa kyu nazar nahi ai Ayaan dehlvi #Siyasat