Nojoto: Largest Storytelling Platform

Pyar wo dawa hain jo har zakhm ko thik kar sakta h

Pyar wo dawa hain jo har zakhm ko thik kar sakta hain 
Pyar wo saza hain jo har gunahgar ko sahi rah dikha sakta hain 
Pyar wo aag hain jisme khudko bhi jalna padta hain aur apne hi hathon khudke dil ko bhi jalana padta hain 
Pyar wo tufaani leher hain jisse har kisiko guzarna padta hain 
Fark sirf itna hain 
Koi usko par karke moti dhoond lata hain zindagi ki sagar ke gehrai se
Aur koi usme doob ke bhi apna nam sadiyon tak yaadgar bana deta hain  Pyar kya hain?...
Apne khayal ko bas shabdo mein baya kiya hain koi ise please personally apne upar na le to hi achha hain 🙏🙏🙏
#pyarkyahai #zindagi #yqbaba #yqdidi #yqquotes #mypoems

arpitabanik6026

Apu

New Creator

Pyar kya hain?... Apne khayal ko bas shabdo mein baya kiya hain koi ise please personally apne upar na le to hi achha hain 🙏🙏🙏 #PyarKyaHai #Zindagi #yqbaba #yqdidi #yqquotes #mypoems