Hame jine do jindgi hame jine do jindgi apne hi hisab se isme naa samaz si baat kyon tum karte ho khud to naa ji sake shaan se har pal ko fir hame pareshan kyon karte ho............. mana ke hamari harkate kuch alag si hain isme gunaah kya hamara ye to hota kudrati hain............. auron ki chintaa ki parvaah ki hamne pata ab chala ki khudhi ko khoyaa hain hamne samaj aur log is vipada main kho diye ekduje sang dekhe sapne.......... lokshahi kehnewale is bharat main sab kahe hm logon ko jine ka koi hak nahi inke kale kartuton ka sanate main kahi jikra nahi.........