Nojoto: Largest Storytelling Platform

budha ho gya hu me thoda waqt de diya kar, Baith k

budha ho gya hu me thoda waqt de diya kar,
Baith kr do char hi sahi par mujhse baatain kiya kar,
Tuhi meri laathi hai tuhi meri hi Roshni,
Kuch pal k liye sath mere rashta taye kiya kar,
Mar jaunga ek din chala jaunga chorkar tujhe,
Jo bachi hai zindagi sahab,Lamhe kuch mere liye bhi rakha kar "Ek baap ki fariyad apne bachho k liye"

nishakhan3126

Nisha khan

New Creator