Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kon hoon main? Kon? Yhi ab meri pehchaan reh gyi P

Kon hoon main?
Kon?
Yhi ab meri pehchaan reh gyi
Puchta raha ek sawal ,
Main har roz apni zubaan se,
Gumnaam sa ho gya hoon,
Is sade bazaar me bekaar sa ho gya hoon,
Bhatak raha hu dar badar,
Khud ki pehchaan dhund raga hoon,
Kon hoon main?
Kon?

Bata na saka apni jine ki wajah dusro ko,
Jinda reh ke bhi na kar ska bhala dusro ka,
Zinda laash ban kar,tehar si gyi hai zindagi ab to,
Har saans,har nasein bas meri astitv ki pehchaan krna chahti h ab to
Kayar tha main aur kayar hi reh gya,
Yahi zindagi mujhse kehti reh gyi,
Kon hoon main?
Kon?

Tu shunya ki tarah duniya se takrana sikhle mere yaara
Tu shero ki tarah junglon me akela rehna sikhle mere yaara
Tu aag ki tarah jalna bhi sikhle,
Kal tak to tu apni pehchaan chupata raha,
Magar Aaj se apni pehchaan batana sikhle mere yaara!! Kon hoon main

ashishgoyal3560

Ashish Goyal

New Creator

Kon hoon main