Wo sard hawayein, Wo barf ke chattan, halki si udasi ke sath aapki yaad, Wo kabhi na khatm hone wale raste, Or uspar dimag me chal rhe sawalon ke bauchhar, Namumkin ko bhi mumkin kar diya, haan..maine apna rasta badal liya. Kabhi socha na tha ye manzar bhi aaega, Jo hawa ke rukh ko kuchh aise badal jaega, Aasan nhi tha par kiya maine ek kamaal, Dil ko baccho ke jesa samjhaya Or kar liya maine wo manzar paar. #ek manzar aisa bhi