Hamare Haalaton ko woh samaj naa sake hume unse kitna pyaar hai chahkar bhi hum.jataa na sake Kuch khaami thi hamare pyaar mein hi jo doobke unke pyaar mein bhi hum unhe paa na sake Taqdeer ki lagi thokar thi ya kismat ka her fer ke haq hote bhi hum.haq jataa na sake unse chahkar bhi wafa hum nibha na sake unkki mohabbat ke ghalib hum kehlaa na sake Roo diye aaj tanhai mein Kyu dard hum chhuppa na sake Uljhano ki dorr mein kuch iss tarah uljhe ke galatfehmiyo ke dhaage hum suljhaa na sake na ishq paayea na zaam Ek anokhi raaz ki kahaani kyu hum unko bataa na sake majboor the hum ke waqt kuch khamosh tha..khuda rooth gaya tha ke shyd hamara pyaar hi kamzor tha..#TeriMeriKahaani#nojotoapp#love#alone