Nojoto: Largest Storytelling Platform

Narazgi kanoon mere us panne ka, jisme vakalat sb

Narazgi
kanoon mere us panne ka, 
jisme vakalat sb gayab hai. 
kholu agr nakab ko, 
farishte bhi kbhi kabar, 
katil nazar aate hai. 
rootha kyu us saksh se 
jisne muje hasaya hai 

muje sach mai, 
apni khusi se narazgi hai. 

muje bhi shok, 
nayab chizo ko mehsoos krne ka hai, 
kintu, parantu- man ki bimari
sirf man mai hi umad jati hai. 
pahuchu kis trh, 
door mera wo darwaza hai, 
jiske piche mera khoya wajood hai. 

muje sach mai, 
apni khusi se narazgi hai. 

kamyab k har dagar mai, 
sapno ka ashiyana hai. 
diye pankh parindo ko, 
par fr bhi asman ki hi sima hai. 
Niharta kyu mai khud ko
seeshe mai hu
jabki sau baar us saksh se badnaam hu. 

mai sch mai, 
apni khusi se naraz hu...... 

                            

                             -: Deepak Adhikari

©Deepak Adhikari
  #Narazgi