Nojoto: Largest Storytelling Platform

wo subha ki kiran.aur khuda ka mujhe pe karam.daek

wo subha ki kiran.aur khuda ka mujhe pe karam.daekho kitni ajeeb thi yea phele pyaar ki kasam.dosti se shuru huyi ek pyaar ki dastaan.ek ajnabee se milkar apne pan ka ehsaas.meri zindagi tham si gayi thi.aur meri saanse baad si gayi thi.ek hi pal mai  tume apna bana liya tha. par kismaat mai kuch aur hi likha tha.kismaat ka likha mai mita na sakhi tume apna mai bana na sakhi.kya huwa tumna na hou meri kismaat mai.par mai apne pyaar ko bhula na sakhi.... #poetry 
#Samairafalak 
#Follow_me

smairafalak6695

smaira falak

New Creator