Shubhkamnaye janamdin ki tumhe Hum yaad rahe ya na rahe tumhe Magar tum sada yaad rahoge hume Nayi umang aur khushiyan bhar jaye zindagi tumhare Ho sari tamana puri tumhari Dil se dua hai humari Khub unnati karo aur naam kamao Yeh dil se dua hai humari Yeh dil se dua hai humari.... Phir se janamdin ki subhkamnaye #yqdidi#shayari#yqbaba#sujit