Nojoto: Largest Storytelling Platform

Natural Morning Unke aane se zindagi ma bahaar si

Natural Morning Unke aane se zindagi ma bahaar si agai
Dosti unki hamare iss dil ko bhah si gai

Na mumkin sa lagta tha phle jo kabhi
Wo  anhooni  akhir  kaar  hoo hi  gai

Rafta  rafta ye  dosti  gehri  hoti  gai
Hamare dil ke ghamon ko dhooti gai

Unse baat krke aik khushi si mehsoos hone lagi
Wo hamari zindagi ka aik anmool hissa ban gai

Muhabbat thi hamai unse had tk ki 
Laikin  ankahi  baat  ankahi hi rh gai

Btaya unhoonne hamai apni muhabbat ka
Najane kio ye baat hamare dil ko taur si gai

Dil ne kaha muhabbat ko daffan krdo yahi
Wo aik baat hamari saari khushian lae gai

Bht smjhya dil ko hamne ke apne aap ko
Aakhir kaar dosti uss muhabbat pe jeet gai

Dil khush tha hamara iss faisle pe najanae kio
Shayd unki qurbat ka asar tha jo wapis mil gai Unke aane se zindagi ma bahaar si agai

zaeemahmed2642

Zaeem Ahmed

New Creator

Unke aane se zindagi ma bahaar si agai Dosti unki hamare iss dil ko bhah si gai Na mumkin sa lagta tha phle jo kabhi Wo  anhooni  akhir  kaar  hoo hi  gai Rafta  rafta ye  dosti  gehri  hoti  gai Hamare dil ke ghamon ko dhooti gai #urdupoetry #Muhabbat #Urdughazal