Waqt ki gehraii me chhupi jaroor koi bat hogi.. Ek sal pehle ki yaad tujhe bhi ayi hogii.. Dekh wo chand aaj fr nikl aya ... Is din tarashne kon apna kon paraya... Chand ka intzaar sham dhalne par khatm ho jaega... Magar tere inzaar ka kya...?? Kya tu fir kabhi laut kr ayega...?? #Karwachauth #fullmoonday