Mere sapano ka Bharat kuch eaisa hoga, Jaha log quran ki aayato ko Gita ke sholoko ki tarah yaad karenge, Aur bible ke pslams ko Guru Granth me likhi huyi panktiyon ki tarah anusaran karenge, Wah! Kitna sundar wo najaraa hoga, Gar mera ye sapna pura hoga. *Dream for my india* #archie