paile insan ko duniya majboor banati hai fir insan ki majboori ka faida uthaya jatha hai fir uss insan ka tamasha banaya jatha hai fir uss insan kye halath bayana kara jatha hai fir uss insan kye halath ko samjhe jathye hai fir uss insaan ko kamiyab bola jatha hai har insan kamiyab ho na ho lekin kabhil zarur hotha hai buss unn insanon kye jazbathon se math khelo dilse