jab bo mere dil main tha to uski aukat meri aukat se bhi jada thi par ab Na to usko dekh kar mere man main ab pyaar uthta hai na hi nafrat are uski aukat kya hai jo mere man ko badal sake ab uski aukat kya hai itna sab kuch hone ke baad bhi bo mere dil main rahe sake Ankita