aaj rakshabandhan hai har Bhai aaj ke din apni behan ki jivan bhar raksha karne ka vachan deta hai. or aaj ke din bahin eswar se prathna karti hai ki mera Bhai khush rhe OR jindhgi mai khob aage bade. bus isi ka pratik hai rakshabanshan. yeh tyohar bhai or bahin ka hai. aaj mai Dilip Kumar mehra rakhi ke din sabhi ko badayiya deta hu. #rakhi ki bahut bahut badi#nojotokobhi#meritafse#orsabhibhaiyoko #Rakhi