Uhi jo teri balkoni se. . Wo jo bagicha dhikhta hai. . Beatha mai har shaam jaha. . Uhi rahe teri takta hu. . Jo tu apni shakhi shang aa jaya karti hai. . Dhekhti toh tu bhi mujhe hai, Bas sharma jaya karti hai, Jo wo hizab tu bhandhe chahre pe, Katil aankho se mushkurati ho, Bas phir. . Khuda ko ek nazar dhekhne k baad, Tujh par mar mitne ki chahat aati hai. Kuch nazar tu apne ush shakhi se bhi chupati hai, Hizab jo bhandhe chahre pe, Mushkura toh tu bhi jati hai Parwane khuda ki kasam, Shanse kaam par jayegi, Par muhabbat mere kabhi kaam na ho payegi. . . . . . Mayank Teri balcony.