Gar tum sath chalo To har manzil paar kar jayenge Gar tum na mil paaye Toh apni manzil bhala ham kaise payenge Bas itna sa fasana hai Sath zindagi bhar nibhana hai Par is sath ka hath thaamne ka milta nahin koi bahana hai Yeh zindagi ka safar Sang tumhare hi bitana hai #AlfaazeAzam Sath nibhana hai #Azamsuniverse #Azamsuniversedubai #Alfaazeazam #nojoto