Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo sher Hai Abhinandan. Yudh veer hai Abhinandan A

Wo sher Hai Abhinandan.
Yudh veer hai Abhinandan
Abhinandan jab daharta.
Dushmano ko hai pachadta.

Bharat mai usne janm liya.
Bharat ka ucha naam kiya.
Jab wo aakh uthaaye.
Dushman thar thar kaap jaye.

Dhany ho uske janm daata 
jinhone usko janm diya.

Wo akela 100 sai takraaye.
Dar  usko choo takk na paye.
Bharat ka veer Abhinandan.
Bharat ko Abhinandan.
Desh ka Gaurav Abhinandan #nojoto #congratulations #respect
#wingcommander #abhinandan
#deshbhakt
Wo sher Hai Abhinandan.
Yudh veer hai Abhinandan
Abhinandan jab daharta.
Dushmano ko hai pachadta.

Bharat mai usne janm liya.
Bharat ka ucha naam kiya.
Jab wo aakh uthaaye.
Dushman thar thar kaap jaye.

Dhany ho uske janm daata 
jinhone usko janm diya.

Wo akela 100 sai takraaye.
Dar  usko choo takk na paye.
Bharat ka veer Abhinandan.
Bharat ko Abhinandan.
Desh ka Gaurav Abhinandan #nojoto #congratulations #respect
#wingcommander #abhinandan
#deshbhakt