naya saal ho subhmaya , mangal . dur hi rahe dukh aur amangal . bhare jeevan mai rang hazaro , kabhi jeevan mai aap na haro . oh , raah dikhane waale , sachhi baat batane waale . aap kabhi sukh ko na tarso , pehle ki tarah jeevan mai prerna ki barsaat ban barso raah bataye aapko taare , suraj roz nazar utare . nayano mai basaye sapne hazaro , khusiya aaye bina bahano . happy new year to respected teachers .